A collections of artilces and poems written by me.
Habib Jalib - Mainay Uss Say Yeh Kaha - Laal
Machine nahi Insane hoon main
Mitti Nahi deewar hoon main
Ghullam Nahi Sarkar hoon main
Aawaz nahi Alfaz hoon main
Ahsas nahi aik Dard hoon main
Nizam ka Khalifa aik takaat hoon main
Mazdoor hoon main
Mazdoor hoon main
Sooch Hay eik khaloona,
Jis kay saath sarkar nay khala,
Khabroon ko Hatria Banakay,
Surkihoon ko choopia,
Aur Mazhab Ko Mazaqah Banakay
Mullahon ko Marwaiaa
Mazaqh hay ya Duniya, JAHA sooch pay tallay hain,
Mazaqh Hay ya Duniya Jahan tera bhai shatan hain,
Mazaqh
Mazaqh hay ya Duniya Jahan Jism bikta hain,
Mazaqh hay ya Duniya Jahan pasay ka Bol bala hain,
Mazaqh
Mazaqh hay ya Duniya Jahan Sharab eik nasha hay,
Mazaqh hay ya Duniya jahan Dard eik Mazaqh hay,
Mazaqh hay, Mazaqh Hay aur Mari SOOCH tumharay pass Hain
Mazaqh hay ya Duniya Jahan Pyar ki koi kimat nahi,
Mazaqh hay ya Duniya jahan pyar eik Dhoka hay,
Mazaqh
Mazaqh hay ya Duniya Jahan Sarhadoo ki koi Ahmiat nahi,
Mazaqh hay ya Duniya Jahan Mazhab ki koi pachan nahi,
Mazaqh
Mazaqh hay ya Duniya Jahan tera Bhai FAkhir Hay,
Mazaqh Hay ya Duniya Jahan tu us pay Hasta hay,
Mazaqh
Mazaqh Hay ya Duniya Jahan Tulba aik Machine Hay,
Mazaqh Hay ya Duniya Jahan Machine aik Insan Hay,
Mazaqh Hay Mazqh Hay aur hum us kay Gulam hain
Mazaqh aik thakat hai, jo ham ko Baybas kar kay chor gaya
Mazakh ail mazakh hai jo soch Hum say cheen Gaya
Mazaqh